All kind of Urdu and Hindi Shayari(poetry) sad Love, Ishq,pyar, Mohabbat, Dard Shayari of all famous poets like Mirza Ghalib, Allama Iqbal, Dagh Dehelvi, Ahmad Faraz Parveen Shakir, Kumar Vishwas etc.
EXPLORE AMAZON.COM HERE
me to
Friday, 6 October 2017
Thursday, 5 October 2017
Heart Touching Shayari
کیسے سمجھیں میرے روگ،
اندهے، گونگے، بہرے لوگ،
ان کے آگے سب بیکار ہیں،
آہیـں، نـوحے، ماتم، سـوگ.
Kaise samjhe'n Mere Rog,
Andhe,Gungey, Behrey Log,
Unke Aage sab bekar hai'n,
Aahe'n, Nohey, Maatam, Sog.
ﻣﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﺗﻮ ﺍﮎ ﺩﻥ،
ﺑﻦ ﺑﺘﺎﺋﮯ ﮨﯽ ﻣﺮ ﺟﺎتے،
ﮨﯿﮟ۔۔
ﺭﻭﺯ ﺗﻮ ﻭﮦ ﻣﺮﺗﮯ،
ﮨﯿﮟ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ !!!!
ﺟﻮ ﺧﻮﺩ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ
ﭼﺎﮬﺘﮯ ﮨﯿﮟ....
Marne wale toh ek din,
Bin bataye hi Mar jate,
Hai'n....!!!!
Roz toh Woh ,
Jo khud sey Zyada kisi ko,
Chahte Hai'n..
اندهے، گونگے، بہرے لوگ،
ان کے آگے سب بیکار ہیں،
آہیـں، نـوحے، ماتم، سـوگ.
Kaise samjhe'n Mere Rog,
Andhe,Gungey, Behrey Log,
Unke Aage sab bekar hai'n,
Aahe'n, Nohey, Maatam, Sog.
ﻣﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﺗﻮ ﺍﮎ ﺩﻥ،
ﺑﻦ ﺑﺘﺎﺋﮯ ﮨﯽ ﻣﺮ ﺟﺎتے،
ﮨﯿﮟ۔۔
ﺭﻭﺯ ﺗﻮ ﻭﮦ ﻣﺮﺗﮯ،
ﮨﯿﮟ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ !!!!
ﺟﻮ ﺧﻮﺩ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ
ﭼﺎﮬﺘﮯ ﮨﯿﮟ....
Marne wale toh ek din,
Bin bataye hi Mar jate,
Hai'n....!!!!
Roz toh Woh ,
Jo khud sey Zyada kisi ko,
Chahte Hai'n..
Wednesday, 4 October 2017
Sitaaro se Aage Jahan aur bhi hai, Allama Iqbal
Sitaaro se Aage Jahan aur bhi hai,
Abhi Ishq ke Imtehan aur bhi hai.,
Tahi Zindagi se nahi yeh Fizaye'n,
Yaha Sainkro'n Kaarwa'n aur bhi hai.,
{Tahi = empty }
Qana'at na kar Alam-e-Rang-o-Buu par,
Chaman aur bhi Aashiya'n aur bhi hai.,
{Qana'at =satisfaction, Alam = world, Rang-o-Buu = color and fragrance, Aashiya'n = shelter}
Agar Kho gaya ik Nasheman toh kya Ghum,
Maqamaat Aah-o-Faghan aur bhi hai.,
{Nasheman = shelter, maqamaat = places , aah = sigh , faghan = complaint, appeal}
Tu Shaaheen hai Parvaaz hai kaam tera,
Tere Samne Asmaan aur bhi hai.,
{Shaheen = eagle, parvaaz = fly, flight }
Isi Roz-o-Shab mei'n Ulajh kar na reh ja,
Ke Tere Zamaan-o-Makaan aur bhi hai.,
{Roz= day, shab= night, Ulajh=entangle, Zamaan= period, makaan= houses}
Gaye din ke Tanha tha Mai Anjuman mei'n,
Yaha ab Mere Raazdaan aur bhi hai..
{Anjuman = society, raazdaan = secret keeper}
Allama Iqbal Shayari
Amal se Zindagi banti hai Jannat bhi Jahanum bhi,
Yeh Khaki apni Fitrat mei'n hai Na Noori hai Na Nari hai.
{Khaki= dust, nuri = full of light, nari = full of fire}
❤❤
Mana ke teri Deed ke Qabil Nahi'n hu'n Mai,
Tu mera Shauq dekh Mera Intezaar dekh.
❤❤
Nasha pila ke Girana toh sabko Aata hai,
Maza toh tab hai ke Girto'n ko Thaam'le Saaqi.
Tuesday, 3 October 2017
Monday, 2 October 2017
Wednesday, 27 September 2017
Tuesday, 26 September 2017
Saturday, 23 September 2017
One Side Love Shayari
Naqaab kya chupayega Shabaab-e-Husn ko ?
Nigah-e-Ishq toh patthar bhi Cheer deti Hai.
Log Sharabi kehte hai Mujhe,
Mai kehta hu'n "Unhone Nazron se pilayi hai".
Jisko tum chaho wo Mohabbat,
Jo tumhe chahe uska kya ?
Jiske liye tum Roye wo Mohabbat,
Jo tumhare liye Roye uska kya ?
Jiske liye tum Tadpe wo Mohabbat,
Jo tumhare liye Tadpe uska kya?
Jisko Tumney chaha wo tumko mile,
Aur Jisne tumhe Chaha uska kya ?
Sad Love Shayari
وہ اک شخص جو سویا ہی نہیں , کئی راتوں سے,
اگر اس کی وجہ تم ہو , تو کیا ظالم نہیں ہو تم ؟
Woh ek Shaqs jo Soya hi nahi'n kayi Raato'n se,
Agar uski wajah tum ho, toh kya Zaalim ho Tum ?
❤
اگر اس کی وجہ تم ہو , تو کیا ظالم نہیں ہو تم ؟
Woh ek Shaqs jo Soya hi nahi'n kayi Raato'n se,
Agar uski wajah tum ho, toh kya Zaalim ho Tum ?
❤
تہمتوں کی راہِ گزر پر ,
تمہارا پتھر کمال ٹھہرا.
Tohmato'n ki Raah-e-Guzar par
Tumhara Patthar Kamal tehra.
تمہارا پتھر کمال ٹھہرا.
Tohmato'n ki Raah-e-Guzar par
Tumhara Patthar Kamal tehra.
Tanhayi Shayari
ﺍﺱ ﺑﺎﺭ ﺗﻢ ﺳﮯ ﺍﻟﺘﺠﺎ ﻧﻬﯿﮟ ﮐﺮﯾﮟ ﮔﮯ ،
ﭼﺎﻫﻮ ﺗﻮ ﭨﻬﺮ ﺟﺎﻧﺎ ﭼﺎﻫﻮ ﺗﻮ ﭼﻠﮯ ﺟﺎﻧﺎ.
Iss baar Tumse ilteja Nahi'n karenge,
Chaho toh tehr jana chaho toh chale jana.
کبھی عرش پر، کبهی فرش پر .. کبهی انکے در ، کبهی دربدر،
غم عاشقی تیرا شکریہ ہم کہاں کہاں سے گزر گئے .
Kabhi Arsh par, kabhi Farsh par.. kabhi unke Dar, kabhi Dar-Badar,
Ghum-e-Aashiqui tera Shukria Hum Kahan kahan se Guzar gaye.
ﭼﺎﻫﻮ ﺗﻮ ﭨﻬﺮ ﺟﺎﻧﺎ ﭼﺎﻫﻮ ﺗﻮ ﭼﻠﮯ ﺟﺎﻧﺎ.
Iss baar Tumse ilteja Nahi'n karenge,
Chaho toh tehr jana chaho toh chale jana.
- ❤❤
کبھی عرش پر، کبهی فرش پر .. کبهی انکے در ، کبهی دربدر،
غم عاشقی تیرا شکریہ ہم کہاں کہاں سے گزر گئے .
Kabhi Arsh par, kabhi Farsh par.. kabhi unke Dar, kabhi Dar-Badar,
Ghum-e-Aashiqui tera Shukria Hum Kahan kahan se Guzar gaye.
Dard Shayari
یاد ہیں ہمیں ہمارے سبھی گناہ۔
اک تو محبت کر لی۔
دوسرا تم سے کر لی .
تیسرا ٹوٹ کے کر لی۔
Yaad hai Hume hamare sabhi Gunah,
Ek toh Mohabbat kar li,
Dusra tumse kar li,
Teesra toot ke kar li.
❤❤
اپنی مٹھی میں چھپا کر کسی جگنو کی طرح ،
ہم تیرے نام کو چپکے سے پڑھا کرتے ہیں...
Apni mutthi mei'n chupa kar kisi Jugnu ki tarha
Hum tere Naam ko chhupke se padha karta Hai'n

Friday, 22 September 2017
Dard Shayari
وہ انسان روح کے ویرانے سے کبھی نہیں نکل سکتا جس نے اپنی خوشی کے لیئے کسی کی جھولی میں دکھ بھرے ہوں ...!!
Wo Insaan Rooh ke Veerane se kabhi Nahi nikal sakta Jisne apni Khushi ke liye kisi ki Jholi me Ghum bhare ho....!!!
❤❤
اب نہ آئیں گے تیرے پاس کبهی ،،،
ہم آ چکے ہیں اب "اوقات" میں اپنی ...
Ab na Aayen'ge Tere Paas kabhi,,,
Hum Aa chuke Hai'n ab "Auqaat" mei'n Apni...
Mohabbat Shayari
تُم بہوت رِیہْ لِیَے اپنے،
اب میرے سِرْف میرے ہوکے رہو.
Tum Bohot Saal reh liye apne,
Ab Mere sirf Mere ho ke raho.
❤❤
سکون آج بھی گروی ہے اس کے پاس ،
ذرا سی محبت ادھار لی تھی جس سے.
Sukoon Aaj bhi Girvi hai uske paas,
Zara si Mohabbat Udhaar li thi jisse.
اب میرے سِرْف میرے ہوکے رہو.
Tum Bohot Saal reh liye apne,
Ab Mere sirf Mere ho ke raho.
❤❤
سکون آج بھی گروی ہے اس کے پاس ،
ذرا سی محبت ادھار لی تھی جس سے.
Sukoon Aaj bhi Girvi hai uske paas,
Zara si Mohabbat Udhaar li thi jisse.
Sad Shayari
یہاں لوگوں کی نیت میں یزیدی وصف ہے ،،
وہی مجھ کو مٹاتے ہیں جنہیں ترتیب دیتا ہوں .
Yaha'n logo'n ki Niyyat mei'n Yazeedi Wasaf hai,,
Wahi mujh ko Mitatey hai'n Jinhe'n Tarteeb deta hu'n.
❤❤
یہ جو رقص ہے میرا فرش پر، یہی لے اڑا مجھے عرش پر،
میری ذات میں جو دھمال ہے تیرے عشق کا یہ کمال ہے.
Ye Jo Raqs hai Mera Farsh par yahi le uda Mujhe Arsh par,
Meri Zaat mei'n Jo Dhamaal hai Tere Ishq ka ye Kamaal hai.

Dard Bhari Shayari
زخم کھا کر تو دُعائیں نہیں دے سکتی میں
معذرت !
مجھ سے ادا کاری نہیں ہوتی ہے.
Zakhm Kha kar toh Duaye'n Nahi'n de sakti mai, Maazerat !
Mujhse Ada-kaari Nahi'n hoti hai.
❤❤
لگتا ھے کُچھ کہا ھی نہیں ھے اُسے ،
دِل کا تمام حال ، سُنانے کے بعد بھی.
Lagta hai kuch kaha hi nahi hai Usey,
Dil ka Tamaam haal Sunaney ke baad bhi.

ظرف کی بات ہے کانٹوں کی خلش دل میں لئے،
لوگ ملتے ہیں ۔تر و تازہ گلابوں کی طرح.
Zarf ki baat hai Kaanto ki khalsh Dil mei'n liye hue,
Log milte Hai'n Tar-o-Taazah Gulabo'n ki tarha.
❤❤
یادوں کی آباد گلی میں،
گھوم رہا ہے تنہا چاند.
Yaado'n ki Aabad Gali mei'n,
Ghoom raha hai Tanha Chaand.

Islamic Shayari
Khushboo kyu na Aayegi Teri Zindagi se aye Musalman ?
Tu Ummati hai uss Hasti ka, jisse Phool bhi Khushboo ki Bheek Maangte Hai'n.
❤❤❤
اللہ سے شکوے کرنے والو ،
تم نے ابھی محتاجی دیکھی کہاں ہے؟
Allah sey Shikwe karne Walo,
Tumne abhi Mohtaji dekhi Kaha'n Hai?
Allah sey Shikwe karne Walo,
Tumne abhi Mohtaji dekhi Kaha'n Hai?
Thursday, 21 September 2017
Urdu Romantic Shayari
یادوں میں بسا رکھا ہے تجھے اس قدر,
کوئی وقت بھی پوچھے تیرا نام بتا دیتے ہیں.
Yaado'n me basa rakha Hai Tujhe is Qadar,
Koi Waqt bhi puche Tera Naam bata dete Hai'n.
❤❤
میری عمر بھی لگ جائے اسے,
میرا دل لگا ہوا ہے جس سے.
Meri Umar bhi lag jaye usey,
Mera Dil laga hua hai jis sey.
تمہارا نام پڑھ لوں تو,
یہ آنکھیں مسکراتی ہیں !!!
Tumhara Naam padh lu'n toh,
Ye Aankhe'n Muskurati Hai'n.!!!

Wednesday, 20 September 2017
Urdu Romantic Shayari
آ بچھڑنے کا کوئی اور طریقہ ڈھونڈیں,
پیار بڑھتا ہے میری جان خفا ھونے سے .
Aa bichadne ka koi aur Tareeqa Dhoonde'n,
Pyar badhta hai Meri Jaan Khafa hone se.
❤❤
اب نہیں اور کوئی جینے کی صورت ممکن,
اب یہ لازم ہے مجھے آپ پہ مرنا ہو گا .
Ab nahi aur koi Jeene ki Surat Mumkin,
Ab yeh Lazim hai Mujhe Aao pe Marna hoga.
❤❤
بے بس کر دیا تم نے,
اپنے بس میں کر کے.
Be-bas kar diye Tumne,
Apne bas mei'n Karke.

Tuesday, 19 September 2017
Romantic Shayari
Qaid kar lo Hume apni baho'n me Umar bhr ke liye.!
Qabool hai Hume Humara Gunah-e-Mohabbat..!!
❤❤
Tere Husn ko Pardey ki kya zarurat ?
Kaun Hosh Mei'n Rehta hai Tujhe Dekhne ke baad ?
Qabool hai Hume Humara Gunah-e-Mohabbat..!!
❤❤
Tere Husn ko Pardey ki kya zarurat ?
Kaun Hosh Mei'n Rehta hai Tujhe Dekhne ke baad ?
Sad Shayari
Suno,,
Naraz Toh Math Ho,,,
Lo Maan Liya,! Hu'n Mai Bewafa, Hu'n Mai Maghroor, Hu'n Mai Bura,
Isi Mei'n toh Tum Jaise Logo Ki Ahmiyat Zyada Ho Jati hai Na.
Phir Suno Na Zara,,,,,
Naraz toh math Ho,,
Naraz Toh Math Ho,,,
Lo Maan Liya,! Hu'n Mai Bewafa, Hu'n Mai Maghroor, Hu'n Mai Bura,
Isi Mei'n toh Tum Jaise Logo Ki Ahmiyat Zyada Ho Jati hai Na.
Phir Suno Na Zara,,,,,
Naraz toh math Ho,,
Shadiyaan toh Unki Bhi Hogayi Jen Ka Na Aqal-e-Shuoor Tha ‘Faraz’,
Apna toh Ye Saal Bhi Guzar Gaya Zikr-e-Nikah Kartay Kartay.
❤❤
Apna toh Ye Saal Bhi Guzar Gaya Zikr-e-Nikah Kartay Kartay.
❤❤
Ab Ronay Ka kya Faida Meri Qabar Pe ?
Jo Chalay Jatey Hai Vo Laut Kar Wapis Nahi Aatay.
Jo Chalay Jatey Hai Vo Laut Kar Wapis Nahi Aatay.
❤❤
Usey Kehna Zara Soch K Khud Se Juda Karey Hum Ko,
Ye Zindagi Hai, Zulf Nahi Jo Phir Sanwar Jaye Gi..
Ye Zindagi Hai, Zulf Nahi Jo Phir Sanwar Jaye Gi..
Dard Rukta Nahi Ek Pal bhi, Nusrat Fateh Ali Khan
Dard rukta nahin ek pal bhi,
Ishq ki ye saza mil rahi hai,
Maut se pehle hi marr gaye hum,
Chot nazaro'n ki aisi lagi hai,Unse aisi lagi hai.
Meri ro ro ke kat ti hai rain piya,
Saawan ki kaali Raato Mei'n,
ab boonda baandi hoti hai,
Jag sukh ki neend Mei'n sota hai,Aur bir hamaari roti hai.
Meri ro ro ke kat ti hai rain piya,
Jab se laage un sang nain piya,
Laagi naahi choote rama,Chahe jiya jaye.
Patthar ko bhi kaato to woh kat sakta hai,
Kaate nahin kat ti shab e furkat meri,
Aankh jab se lagi meri unki,
Zindagi ho gayi meri unki,
Ab to unse lagi hai, Meri inse lagi hai.
Picture Shayari
Mujhe tum se Mohabbat hai Hadd-e-Inteha tak,
Mujhe Bayan Karna nahi aata samajhna Tere bas ki baat nahi.
Ab na jaagenge Raato ko Teri Yaado'n ke Sahare,
Humne Aadat ko Badalna hai Teri Nazro'n ki Tarha.
Tum toh Ulajh kar reh Gaye ho apni hi Zindagi Mei'n,
Tumhe kya Yaad ke koi tha, koi hai, Kaha'n hai, kaisa hai.
Monday, 18 September 2017
Dard Bhari Shayari
Aadam ka Jism jab ki Anasir se mil ban,
Kuch Aag bach rahi thi, Aashiq ka Dil bana.
❤❤
Aap Pehlu mei'n jo Baithe toh Sambhal kar Baithe,
Dil-e-Betaab ko Aadat hai Machal jaane ki.
Kuch Aag bach rahi thi, Aashiq ka Dil bana.
❤❤
Aap Pehlu mei'n jo Baithe toh Sambhal kar Baithe,
Dil-e-Betaab ko Aadat hai Machal jaane ki.
Sad Shayari
Inn Aankho'n me Aansoo aaye na hote,
Woh jo mud kar Muskuraye na hote,
Unke jane ke baad ye Ghum hota hai,
Kash woh Zindagi me aaye na hote!!!!
❤❤
Kaash Aisa Ho Ki Unse Mila De Koi,
Ya Wo Kaise H Hume Itna Bata De Koi,
Ek Muddat Se Sukhi Hai Palke Meri,
Bas Aaj Baho'n Mei'n Bhar Le, Aur Ji Bhar Ke Rula De Koi...
❤❤
Kitni Jhooti Hoti Hai Mohabbat Ki Kasmei'n,
Dekho Tum Bhi Zinda Ho, Mai Bhi Zinda Hu'n,
Farq sirf itna hai mai Dard k sahare aur tum Kisi aur k Sahare...
❤❤
Dil Ki Baat Chhupana Aata Nahi,
Kisi Ka Dil Dukhana Aata Nahi,
Aap Sochte He Hum Bhul Gaye Aapko,
Par Kuchh Achi yaadao Ko Bhulana Humko Aata Nahi....

Nazr-e-Karam Mujh par itna na kar..
Ki Teri Mohabbat ke liye Baaghi ho jau'n,
Mujhe itna na pila Ishq-e-Jaam ki,
Mai Ishq ke Zaher ka Adi ho Jau'n.
नज़रे करम मुझ पर इतना न कर..
कि तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं
मुझे इतना न पिला इश्क-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदी हो जाऊं।

Meri Yaado'n Mei'n Tum ho ya Mujh Mei'n hi tum ho ?
Mere Khwabo'n Mei'n Tum ho ya Mera khwab hi tum ho ?
Dil mera Dhadak ke Puche baar-baar ek hi Baat,
Meri Jaan Mei'n Tum ho ya Meri Jaan hi Tum ho ?!
मेरी यादो में तुम हो, या मुझ मे ही तुम हो ?
मेरे ख्यालो में तुम हो, या मेरा ख्याल ही तुम हो ?
दिल मेरा धड़क के पुछे बार बार एक ही बात,
मेरी जान में तुम हो या मेरा जान ही तुम हो ?!

Sunday, 17 September 2017
Picture Shayari
Mohabbat nahi, Deewangi hi samajh lo.,
Mujhe tu... Bas tu hi chahiye.
Kon kehta hai ki dur rehne se mit jati hai mohabbat,
Milne wale toh khayalo me bhi mila karte Hai'n..!!
Kaash woh Laut aaye Mujhse yeh kehne ke liye,
Ki "Tum hote kaun ho, Mujhse Bichadne wale".?
Dur ho ya Paas Farq nahi padta,
Pyar ka toh bas Ehsaas kafi hai.
Dard Shayari
Log Dekhenge toh Afsana Bana Dalenge,
Yu'n Mere Dil Mei'n Chale Aao Ke Aahat Bhi Na Ho.
लोग देखेंगे तो अफ़साना बना डालेंगे,
यूँ मेरे दिल में आओ कि आहट भी ना हो।
Tera Zikr Teri Fikr Tera Ehsaas Tera Khayal,
Tu Khuda toh Nahi Phir Har Jagah Kyu'n Hai?
तेरा ज़िक्र तेरी फ़िक्र तेरा एहसास तेरा ख्याल,
तू खुदा तो नहीं फिर हर जगह क्यों है।
Mushkil Nahi Tha Ishq Ki Baazi Ko Jeetna,
Bas Jeetne Ke Khauf Se Haare Chale Gaye.
मुश्किल नहीं था इश्क़ की बाज़ी को जीतना,
बस जीतने के खौफ से खुद को हारे चले गए।

Mohabbat Meri Bhi Bohot Asar Karti Hai,
Yaad Aayenge Bohot zara Bhool Ke Dekho.
मुहब्बत मेरी भी बहुत असर करती है,
याद आएंगे बहुत जरा भूल के देखो।
Sadiyo'n Ka RatJaga Meri Aankho'n Mei'n Aa Gaya,
Mai Ek Haseen Shakhs Ki Baato'n Mei'n Aa Gaya.
सदियों का रतजगा मेरी रातों में आ गया,
मैं एक हसीन शख्स की बातों में आ गया।

Shayari for Girlfriend
Kitaab Meri Panne Mere Aur Soch Bhi Meri,
Phir Maine Jo Likha Woh Khayal Kyu'n Tere ?
किताब मेरी, पन्ने मेरे और सोच भी मेरी,
फिर मैंने जो लिखे वो ख्याल क्यों तेरे ?
Mohabbat Ek Khushboo Hai Hamesha Saath Rahti Hai,
Koi Insaan Tanhai Mein Bhi Kabhi Tanha Nahi Rahta.
मोहब्बत एक खुशबू है हमेशा साथ रहती है,
कोई इंसान तन्हाई में भी कभी तन्हा नहीं रहता।
Chupane Laga Hoo'n Aaj Kal Kuch Raaz Apne Aap Se,
Suna Hai Kuch Log Mujhko Mujhse zyada Jaan'ne Lage Hai'n.
छुपाने लगा हूँ आजकल कुछ राज अपने आप से,
सुना है कुछ लोग मुझको मुझसे ज्यादा जानने लगे हैं।
Shayari for Love
Dil Mei'n Na Ho Jurrat Toh Mohabbat Nahi Milti,
Khairaat Mei'n Itni Badi Daulat Nahi Milti.
दिल में ना हो जुर्रत तो मोहब्बत नहीं मिलती
खैरात में इतनी बड़ी दौलत नहीं मिलती।
Kisi Se Pyar Karo Aur Tajurba Kar Lo,
Ye Aisa Rog Hai Jisme Dawa Nahi Lagti.
किसी से प्यार करो और तजुर्बा कर लो,
ये रोग ऐसा है जिसमें दवा नहीं लगती।

Saahil Se Samandar Ka Nazara Na Karo,
Apni Soorat Ko Shab-o-Roz Nihara Na Karo,
Aao Dekho Meri Nazron Mei'n Utar Kar Khud Ko,
Aayina Hoo'n Mai'n Tera, Mujhse Kinara Na Karo.
रोज साहिल से समंदर का नजारा न करो,
अपनी सूरत को शबो-रोज निहारा न करो,
आओ देखो मेरी नजरों में उतर कर खुद को,
आइना हूँ मैं तेरा मुझसे किनारा न करो।
Izhaar-e-Mohabbat Pe Ajab Haal Hai Unka,
Aankhei'n Toh Raza-mand Hai'n Lab Soch Rahe Hai'n.
इजहार-ए-मोहब्बत पे अजब हाल है उनका,
आँखें तो रज़ामंद हैं लब सोच रहे हैं।

Waise Khamoshi bhi kisi ko yeh batane ka behtreen Tareeqa hai ke, Tumney acha nahi kiya.
Bhrosa Saanso'n ka nahi hota aur,
Hum log Insaano pe kar lete Hai'n...
Kaha tha na main khamosh
Hounga toh ro dogi tum.
Kabhi kabhi gussa muskurahat se zyada khas hota Hai,
Kyu'n ke muskurahat toh sab ke liye hoti hai, magar gussa sirf unke liye hota hai, jinhe hum kabhi khona nahi chahte..
Subscribe to:
Posts (Atom)